SONG: Baat Baat Me Rutho Na, Apne Aap Ko Luto Na - बात-बात में रूठो न, अपने आप को लूटो न

Baat Baat Me Rutho Na, Apne Aap Ko Luto Na - बात-बात में रूठो न, अपने आप को लूटो न

LYRICS:
baat-baat me rutho na, apne aap ko luto na ye rang badalti duniya hai, taqdir se apni rutho na ye rang badalti duniya hai, taqdir se apni rutho na baat-baat me rutho na laaj ki lali aag bani hai, bhigi palke abru tani hai laaj ki lali aag bani hai, bhigi palke abru tani hai aankho me surkhi dil me muhabbat, hontho me chupi hansi hai aankho me surkhi dil me muhabbat, hontho me chupi hansi hai baat-baat me rutho na, apne aap ko luto na ye rang badalti duniya hai, taqdir se apni rutho na baat-baat me rutho na dhalti hain rate le kar andhera, layi bahare naya savera dhalti hain rate le kar andhera, layi bahare naya savera jiwan safar me dukh ho ya sukh ho karna hai phir bhi basera jiwan safar me dukh ho ya sukh ho karna hai phir bhi basera baat-baat me rutho na, apne aap ko luto na ye rang badalti duniya hai, taqdir se apni rutho na baat-baat me rutho na phul kushi ke har koi le-le koi na dekhe aansu ke mele phul kushi ke har koi le-le koi na dekhe aansu ke mele tum jo hanse to hans degi duniya, rona padega akele tum jo hanse to hans degi duniya, rona padega akele baat-baat me rutho na, apne aap ko luto na ye rang badalti duniya hai, taqdir se apni rutho na baat-baat me rutho na