SONG: Baar Baar Mana Kiya

Baar Baar Mana Kiya

LYRICS:
baar baar mna kiya hazaar baar mann kiya meri galli mat aana baar baar mna kiya bairee phir bhi na maana usne chhoda nahi aana jaana baar baar mna kiya meri galli mat aana baar baar mna kiya kabhi tang kare ya phake kabhi mud mud dekhe kabhi tang kare ya phake kabhi mud mud dekhe kabhi sitee bajaaye behimaan laakh mera nasha hai laakh akhiyaan churae phir bhi sapano mein aaye behimaan badi mushkil mein hai meri jaan baar baar mna kiya meri galli mat aana hazaar baar mann kiya vo toh raato ko aake meri khidaki pe jaake vo toh raato ko aake meri khidaki pe jaake hole hole pukaare mera naam ghar mein jab koi jaage muh chhupa ke vo bhaage mujhpe aaye hajaaro ilazaam jaane kya hoga mera anjaam baar baar mna kiya hazaar baar mann kiya meri galli mat aana baar baar mna kiya maine firr bhi na maana usne chhoda nahi aana jaana bar bar mana kiya meri galli mat aana bar bar mana kiya