SONG: Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho - बार बार देखो, हज़ार बार देखो

Baar Baar Dekho Hazaar Baar Dekho - बार बार देखो, हज़ार बार देखो

LYRICS:
baar baar dekho hazar baar dekho ke dekhne ki chiz hai ,humara dilaruba taali ho,taali ho, taali ho baar baar dekho hazar baar dekho ke dekhne ki chiz hai ,humara dilaruba taali ho,taali ho, taali ho ha ji ha aur bhi hoge diladar yaha lakho dilo ki bahar yaha par ye bat kaha ha ji ha aur bhi hoge diladar yaha lakho dilo ki bahar yaha par ye bat kaha ye bemisal husan lajabab ye ada taali ho,taali ho, taali ho baar baar dekho hazar baar dekho ke dekhne ki chiz hai ,hamara dilaruba taali ho,taali ho, taali ho dil mila, ek jaan e mahafil mila ya chiraag e mazil mila ye na puchho ke kaha dil mila, ek jaan e mahafil mila ya chiraag e mazil mila ye na puchho ke kaha naya naya ye ashiqi ka raaz hai mera taali ho,taali ho, taali ho balle balle, uthake mistar kyo chale pyar pe mere kaho kyo jale baith bhi jaao meharaba balle balle, uthake mistar kyo chale pyar pe mere kaho kyo jale baith bhi jaao meharaba dua karo mile tumhe bhi aisa dilaruba taali ho, taali ho, taali ho baar baar dekho hazar baar dekho ke dekhne ki chiz hai ,hamaara dilarubaa taali ho,taali ho, taali ho taali ho,taali ho, taali ho lyrics type by : priya bhati