SONG: Baap Ki Jagah Maa Le Sakati Hai - 2 - बाप की जगह माँ ले सकती है

Baap Ki Jagah Maa Le Sakati Hai - 2 - बाप की जगह माँ ले सकती है

LYRICS:
so ja so ja bap ki jagah maa le sakti hain maa ki jagah baap le nahi sakta lori de nahi sakta so ja so ja so ja so ja is duniya ki reet niraali hain is bagiya ka kaisa maali hain is duniya ki reet niraali hain is bagiya ka kaisa maali hain
phulo ke sar rakh deta hai kaanto ka bojha so ja so ja so ja so ja bap ki jagah maa le sakti hain maa ki jagah baap le nahi sakta lori de nahi sakta so ja so ja so ja so ja so ja so ja so ja so ja