SONG: Baanki Adaayen Dekhanaa Ji Dekhanaa - बांकी अदाए देखना जी देखना

Baanki Adaayen Dekhanaa Ji Dekhanaa - बांकी अदाए देखना जी देखना

LYRICS:
baanki adaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji baanki adaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji kehne ko bholi nazar hai mitha mitha ye zehar hai kehne ko bholi nazar hai mitha mitha ye zehar hai dhokha na khana dil na ganvana dhokha na khana dil na ganvana dekho ji rehna bachke bachke bachke baanki adaaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji rup ko dhup dikhane se aata hai chor bulane se rup ko dhup dikhane se aata hai chor bulane se dil ka khazana, yun na lutana dil ka khazana, yun na lutana dekho ji rehna bachke bachke bachke baanki adaaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji jo na manoge meri baat ko taare gineoge aadhi raat ko jo na manoge meri baat ko taare gineoge aadhi raat ko ye anjana, rog purana ye anjana, rog purana dekho ji rehna bachke bachke bachke baanki adaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji kehne ko bholi nazar hai mitha mitha ye zehar hai kehne ko bholi nazar hai mitha mitha ye zehar hai dhokha na khana dil na ganvana dhokha na khana dil na ganvana dekho ji rehna bachke bachke bachke baanki adaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji baanki adaye dekhna ji dekhna dil na churaye dekhna ji