SONG: Baajre Ke Khet Me Kala Kauva Aaya - बाजरे के खेत में काला कौवा आया

Baajre Ke Khet Me Kala Kauva Aaya - बाजरे के खेत में काला कौवा आया

LYRICS:
bajre ke khet me kala kauva aaya bajre ke khet me kala kauva aaya chonch marke baali todi kaav kaav chilliya mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya bajre ke khet me kala kauva aaya ho bajre ke khet me kala kauva aaya chonch marke baali todi kaav kaav chilliya mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya din me bairi khet me aaye raat ko chhat pe bole dekh ke mera rup suhana manwa chhati dole din me bairi khet me aaye raat ko chhat pe bole dekh ke mera rup suhana manwa chhati dole lakh udaya maine mujhse na ud paya mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya bajre ke khet me kala kauva aaya ho bajre ke khet me kala kauva aaya chonch marke baali todi kaav kaav chilliya mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya kal ki baat sunaau beri subah se pichhe laga mauka paa ke ye baalo ka gajra le ke bhaga kal ki baat sunaau beri subah se pichhe laga mauka paa ke ye baalo ka gajra le ke bhaga ho lagta hai prem nagar se ye kauva hai aaya hua mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya bajre ke khet me kala kauva aaya bajre ke khet me kala kauva aaya chonch marke baali todi kaav kaav chilliya mua kala kauva aaya mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya ho mua kala kauva aaya