SONG: Baaje Muraliyaa Baaje, Sapane Hue Saanche - बाजे मुरलिया बाजे, सपने हुए साँचे

Baaje Muraliyaa Baaje, Sapane Hue Saanche - बाजे मुरलिया बाजे, सपने हुए साँचे

LYRICS:
baaje muraliyaa baaje sapane hue saanche sapane hue saanche aaj mere sapane hue saanche bole koyaliyaa bole koyaliyaa kuhu kuhu man meraa naache naache sapane hue saanche nile nile gagan tale nile nile gagan tale madhur madhur prit pale gagan tale prit pale meri paayaliyaa meri paayaliyaa aaj magan jhanan jhanan baaje baaje sapane hue saanche nainan ke phul khile nainan ke phul khile raadhaa ko shyaam mile baaje muraliyaa baaje muraliyaa mithi mithi bhaag mere jaage jaage sapane hue saanche shital pavan ke hidole dole hr^iday meraa dole hr^iday meraa dole aaj haule haule aaj haule haule man me koi piyaa piyaa bole koi piyaa piyaa bole mere saanvariyaa mere saanvariyaa aaj mere nainan me raache raache sapane hue saanche