SONG: Baadal To Aaye, Lahara Chaaye, O Aane Vale Par Tum To Na Aaye - बादल तो आए लहरा के छाए, ओ आने वाले पर तुम तो ना आए

Baadal To Aaye, Lahara Chaaye, O Aane Vale Par Tum To Na Aaye - बादल तो आए लहरा के छाए, ओ आने वाले पर तुम तो ना आए

LYRICS:
badal to aaye lahara ke chhaye o aane wale par tum to na aaye badal to aaye lahara ke chhaye o aane wale par tum kyo na aaye tu zindagi me kyo meri aakar gum ho gaye man se mujhko bhulakar main pyar tera dil me sada tum baitho hu kab se aas laga kar dukh mere dil se hotho pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jao sunke todo na sapne haye mere nayan ke is bar tumse kisi bhi jatan se mai raaz apne sare kah dugi man ke khamosh rah ke ye dard paye o aane wale par tum to na aaye badal to aaye lahara ke chhaye o aane wale par tum to na aaye tum kyo na aaye