SONG: Ba Ma Bed Bt Bcom Bsc, Degree Lekar Baithe Hai Sab - बी.ए ऍम.ए पीएच.डी बी.कॉम बी.अससी, डिग्री लेकर बैठे है सब

Ba Ma Bed Bt Bcom Bsc, Degree Lekar Baithe Hai Sab - बी.ए ऍम.ए पीएच.डी बी.कॉम बी.अससी, डिग्री लेकर बैठे है सब

LYRICS:
degree lekar baithe hai sab karenge kya ab socho ji degree lekar baithe hai sab karenge kya ab socho ji socho ji bolo ji shadi karke banugi mai to kisi ke ghar ki rani bartan manjhu jhadu lagau aur bharu mai pani par jab kya par jab padne baithu mai koi kavita koi kahani aage pichhe ro ro bacche kar de mujhe diwani kabhi smalu bacche kabhi smalu aata ghi lage na mera ji ghar me lage na mera ji degree lekar baithe hai sab karenge kya ab socho ji socho ji bolo ji doctor banke har rogi ko pahunchau aaram naam ka naam kamaungi mai aur dam ke dam aur dam ke dam chade jo bukhar to lagau pin shirinj chot pe lagau mai tichar aayodin huyi ma tu nsho man abcd vitamin sab kuch karugi lekin kar na paugi ek kam kya jab karna padega operation chir phad ke cham dekh dekh ke ye sama bhayanak darega mera ji degree lekar baithe hai sab karenge kya ab socho ji socho ji bolo ji hiroin banu filmo ki chham chhama cham chham chhama cham nachu gau har ek ki aankho me basu sabke dil me samau koi autograph mange koi photograph chahe koi mera pata puchhe koi pichhe pichhe aaye ruk jaye chalte rahi mai jidhar bhi jau lekin lekin kya hai lekin kya lekin jab pankh hai ye jawani ek star kahlau kabhi kadar na jane koi tute taro ki degree lekar baithe hai sab karenge kya ab socho ji socho ji bolo ji kaisi soch me dube ho kar lo jokarna chaho kam sabhi achhe hai jo tum apna farz nibhao nari se banti hai kome nari se mitti hai aaj hamare hatho me hai apne desh ki nav aaj hamare hatho me hai apne desh ki nav aaj hamare hatho me hai apne desh ki nav koi ghar ko sambhalo koi teacher ban jao aaj hamare hatho me hai apne desh ki nav koi bano kalakar koi doctor ban jao aaj hamare hatho me hai apne desh ki nav kuch to karo ijjat apne bharat ki apne bharat ki