SONG: Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua - बा खुदा बा खुदा, इश्क़ तुमसे हुआ

Ba Khuda Ba Khuda, Ishq Tumse Hua - बा खुदा बा खुदा, इश्क़ तुमसे हुआ

LYRICS:
chahato se teri ab toh fursat nahi bin tere main jeeyun koi soorat nahi chahato se teri ab toh fursat nahi bin tere main jeeyun koi soorat nahi teri baahon mein thodi jagah jo mile phir mujhe jannato ki zaroorat nahi ba khuda ba khuda ishq tumse hua ba khuda ba khuda ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua ba khuda ba khuda ba khuda… teri bekhudi ke ye mujhpe hai saaye mujhe apne lagte hai ab toh paraye mohabbat ka ye to karishma hai yaara mohabbat ka ye to karishma hai yaara ki do ajnabi dil kareeb aaj aaye be sabab be wajah ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua ba khuda ba khuda ba khuda… yun nighao ne dekhe najare bahot phir bhi tumhi lage humko pyare bahot jo utar jaaye dil mein wohi pyar hai… jo utar jaaye dil mein wohi pyar hai yun toh milte hai aksar sahare bahot kya kahun kis tarah ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua mujhko pehli dafa ishq tumse hua