SONG: Aye Zindagi Tu Bhi Kabhi Dil Ki Bat Sun - ए जिंदगी तू भी कभी दिल की बात सुन

Aye Zindagi Tu Bhi Kabhi Dil Ki Bat Sun - ए जिंदगी तू भी कभी दिल की बात सुन

LYRICS:
hairaan hoon pareshan hoon teri betuki baaton se main bejhaar hoon ye aalam hai jo tanhayi ka hai ranj-e-asar teri saudayi ka aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri tujhse ki hai maine kitni gujarish ashqo se likhi arzi meri ki khariz tujhse ki hai maine kitni gujarish ashqo se likhi arzi meri ki khariz aye sang dil zindagi maan ja na kar mujhse ye dil lagi aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri khwhiso ki bheed mein dil dhundhe hai thikana umeendo ki thapkiyo ka ho koi sirhana khwhiso ki bheed mein dil dhundhe hai thikana umeendo ki thapkiyo ka ho koi sirhana aye humsafar zindagi saath chal mujhko hai ab tera, bas tera aitbaar aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri aye zindagi tu bhi kabhi dil ki baat sun le meri sun le meri