SONG: Aye Zindagi Kya Hai Tere Khel (Female)

Aye Zindagi Kya Hai Tere Khel (Female)

LYRICS:
a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza kaha se kaha laai tu hume humse hai kyun itni kaffa ae zindagi kaha gaye din wo suhane kaha khoya pyar hamara kaha udi payar chigari jal gaya wo sukh sara ho apne kahe koi nahi a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza bithe jo dil pe hamare ja ke kaha kisko sunaye jalke jo aakho se dil ke aashu ye kisko dikhae o kaun sune dil ka ye gum dushman hai jag sara a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza a zindagi jae to hum kaha jae suje na koi kinara ghar gaya jiya ji ke cchord de picha humara a teri kasam duniya mein hum aaege na dubara a zindagi hui kaha bhul jiski hume mili ye saza kaha se kaha laai tu hume humse hai kyun itni kaffa ae zindagi hui kaha bhul