SONG: Aye Zindagi Ke Rahi - ऐ ज़िंदगी के राही

Aye Zindagi Ke Rahi - ऐ ज़िंदगी के राही

LYRICS:
aye zindagi ke raahi himmat na haar jaana aye zindagi ke raahi aye zindagi ke raahi himmat na haar jaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi kyon raat ki siyaahi tujh ko dara rahi hai kyon raat ki siyaahi tujh ko dara rahi hai haare huye musaafir manzil bula rahi hai haare huye musaafir manzil bula rahi hai
bas jaayega kisi din ujada jo aashiyaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi haatho se tere daaman ummeed ka na chhute haatho se tere daaman ummeed ka na chhute dam tut jaaye lekin himmat kabhi na tute dam tut jaaye lekin himmat kabhi na tute marne me kya dhara hai jeene kaa kar bahaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi