SONG: Aye Phul Bata - ऐ फूल बता कैसा होगा मेरा पिया साजन प्यारा

Aye Phul Bata - ऐ फूल बता कैसा होगा मेरा पिया साजन प्यारा

LYRICS:
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara kya kaha tujh jaisa tu kya jane kaisa hoga mera piya sajan pyara ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara mera piya hoga vir bahadur matwala uske chode sine par main jaise aakash pe tera ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara kyun gunje sajani hajir hai ye tera sajan pyara sur vir bahaduar aisa ki kabhi na kisi ne mara hajir hai ye tera sajan pyara hajir hai ye tera sajan pyara kya kahne kya kahne tumhari himmat ke machar bhi na tum se hara dekho sajani tumhari tum jaisi kahi charti hogi pyara ghar bhul gaye tum jao dikho aur kisi ka dawara haye haye chali gayi haye chali gayi haye challi gayi pyari sajaniya mara ke ban karara ab dost koi is hire ka nahi is jag me bartan hara ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara ae phul