SONG: Aye Muqaddar Mujhpe Itni - ऐ मुक्कदर मुझपे इतनी

Aye Muqaddar Mujhpe Itni - ऐ मुक्कदर मुझपे इतनी

LYRICS:
ae mukaddar mujhpe itni kisliye narajiya le rahi hai kyu teri tirchhi najar andaiyan ae mukaddar, ae mukaddar mujhpe itni kisliye narajiya le rahi hai kyu teri tirchhi najar andaiyan ae mukaddar chal pada hun main akela aur na manjil ka pata chal pada hun main akela aur na manjil ka pata har kadam par rokti hai kyu mujhe nakamiyan har kadam par rokti hai kyu mujhe nakamiyan ae mukaddar kya kahun kisse kahu, kaise kahun kya dil me hai kya kahun kisse kahu, kaise kahun kya dil me hai sunke hans dega jamana aansuo ki kahaniya sunke hans dega jamana aansuo ki kahaniya ae mukaddar ae daro diwar, ae daro diwar tum kisliye haale-taba pad gayi kya tumpe bhi ro ro meri parchhaiyan pad gayi kya tumpe bhi ro ro meri parchhaiyan ae mukaddar, ae mukaddar mujhpe itni kisliye narajiya le rahi hai kyu teri tirchhi najar andaiyan ae mukaddar