SONG: Aye Mere Watan Ke Logon - ऐ मेरे वतन के लोगो

Aye Mere Watan Ke Logon - ऐ मेरे वतन के लोगो

LYRICS:
aye mere watan ke logo tum khub laga lo naara ye shub din hai hum sabka lehralo tiranga pyara par mat bhulo seema par veero ne pran gawaye kuch yaad unhe bhi karlo kuch yaad unhe bhi karlo jo lout ke ghar naa aaye jo lout ke gar na aaye aye mere watan ke logo zara aankh me bhar lo pani jo shahid huye hai unke zara yaad karo kurbaani aye mere watan ke logo zara aankh me bhar lo pani jo shahid huye hai unke zara yaad karo kurbaani tum bhul naa jao unko isliye suno ye kahani jo shashid huye hai unki zara yaad karo kurbaani jab ghayal hua himalye khatre me padi aazadi jab tak thi saans lade wo jab tak thi saans lade wo phir apni lash bicha di sangit pe dharkar matha so gaye amar balidani jo shahid huye hai unki zara yaad karo kurbaani koi sikh koi jaat martha koi sikh koi jaat martha koi gurkha koi madrasis koi gurkha koi madrasis sharhad par marne wala sharhad par marne wala har veer tha bhartwasi jo khun gira parwat par wo khun tha hindustaani jo shahid huye hai unki zara yaad karo kurbaani thi khun se lath path kaya phir bhi bandook uthake das das ko ek ne maara phir gir gaye hosh gawa ke jab ant samye aaya to jab ant samye aaya to kahe gaye ki ab marte hai khush rehna desh ke pyaro khush rehna desh ke pyaro ab hum to safar karte hai kya log the wo deewane kya log the wo abhimani jo shahid huye hai unki zara yaad karo kurbaani aye mere watan ke logo zara aankh me bhar lo pani jo shahid huye hai unke zara yaad karo kurbaani tum bhul naa jao unko isliye suno ye kahani jo shashid huye hai unki zara yaad karo kurbaani jay hind jay hind jay hind ki sena jay hind jay hind jay hind ki sena jay hind jay hind jay hind ki sena jay hind jay hind