SONG: Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (By Lata) - ऐ मेरे दिल कहीं और चल

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal (By Lata) - ऐ मेरे दिल कहीं और चल

LYRICS:
ae mere dil kahi aur chal gham ki duniyaa se dil bhar gayaa dhundh le ab koi ghar nayaa ae mere dil kahi aur chal gham ki duniyaa se dil bhar gayaa dhundh le ab koi ghar nayaa ae mere dil kahi aur chal chal jahaan gham ke maare naa ho joothhi aashaa ke taare naa ho in bahaaro se kyaa faayada jis mein dil ki kali jal gayi jakham fir se hara ho gaya ae mere dil kahi aur chal chaar aansu koi ro liyaa fer ke muh koi chal diyaa chaar aansu koi ro liyaa fer ke muh koi chal diyaa fer ke muh koi chal diyaa loot rahaa thaa kisi kaa jahaa dekhati rah gayi ye jamin chhup rahaa berahum aasamaan ae mere dil kahi aur chal