SONG: Aye Maa Meri Yaado Ko - ए माँ मेरी यादों को

Aye Maa Meri Yaado Ko - ए माँ मेरी यादों को

LYRICS:
aye maa meri yado ko dil hi me basa lena aye maa meri yado ko dil hi me basa lena badnam na ho aasu daman me chupa lena aye maa meri yado ko aazadi ka parwana ab jata hai jalne ko aazadi ka parwana ab jata hai jalne ko has has ke mai jal jau has has ke mai jal jau bas itni dua dena aye maa meri yado ko mai yaad agar aau bharna na kabhi aahe mai yaad agar aau bharna na kabhi aahe tum meri nishani ko tum meri nishani ko sine se laga lena aye maa meri yado ko aaye tere kuche me jab rakh meri ud kar aaye tere kuche me jab rakh meri ud kar us rakh pe aye mata us rakh pe aye mata ik dunia basa lena badnam na ho aasu daman me chupa lena aye maa meri yado ko dil hi me basa lena aye maa meri yado ko