SONG: Aye Kafile Wale - ऐ काफिले वाले ऐ काफिले वाले

Aye Kafile Wale - ऐ काफिले वाले ऐ काफिले वाले

LYRICS:
ae kafile wale ae kafile wale ae kahile wale apna kam kiye ja tujhko tere saira ke najaro ki kasam tujhko teri sulfan baharo ki kasam ek bhul ko majbur ka ye kam kiye ja kahile wale mera paigam liye ja kahna ki wo ek ret ke tile pe khadi hai aankho me chamkte huye ashko ki ladi hai kahi hai dil jor se jakhmo ko siye ja ho o kafile wale mera paigam liye ja kana ki tere is din ek taj kawali karenga ruswat teri mahobbat ka sawali mila hai mahobbat ki ise bhikh diye ja ae kafile wale mera paigam liye ja ab meri jawani meri gurbat ka fasana ab meri jawani meri gurbat ka fasana jine nahi deta mujhe bedard jamana kahti hai mahobbat ki ji tod jiye ja ae kafile wale ae kafile wale ae kafile wale mera paigam liye ja