SONG: Aye Kaash Kisi Diwane Ko, Hum Se Bhi Mohabat Ho Jaye - ऐ काश किसी दीवाने को हम से भी मोहब्बत हो जाये

Aye Kaash Kisi Diwane Ko, Hum Se Bhi Mohabat Ho Jaye - ऐ काश किसी दीवाने को हम से भी मोहब्बत हो जाये

LYRICS:
aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye ham lut jaye dil kho jaye bas aaj kayamat ho jaye aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye hai waqt abhi tauba karlo hai waqt abhi tauba karlo allah musibat ho jaye allah musibat ho jaye aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye tumko malum nahi shayad kitne badard sanam honge tumko malum nahi shayad kitne badard sanam honge ye aapne sach farmaaya hai ulfat me lakh sitam honge ulfat me lakh sitam honge hai lakh sitam manjur hame bas ek inayat ho jaye ham lut jaye dil kho jaye bas aaj kayamat ho jaye aaye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye har sans ko har ek dhadkan ko wo apni yad bana dale har sans ko har ek dhadkan ko wo apni yad bana dale tum aaj agar ek nagma ho tumko fariyad bana dale tumko fariyad bana dale gairo se to ho sikwe tmhe khud se bhi shikayat ho jaye hai waqt abhi tauba karlo allah musibat ho jaye allah musibat ho jaye aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye har ek khata is dunia ki is ek khata se behatar hai har ek khata is dunia ki is ek khata se behatar hai ye pyar nahi ek dard sahi ye dard dawa se behtar hai ye dard dawa se behtar hai bas chain hame aa jaye to bechain tabiyat ho jaye ham lut jaye dil kho jaye bas aaj kayamat ho jaye aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye hai waqt abhi tauba karlo allah musibat ho jaye allah musibat ho jaye aaye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye