SONG: Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai) - सीने मे आग भड़कती है, आँखों से पानी बहता है

Aye Ishq Hame Barbad Na Kar (Sine Me Aag Bhadkti Hai) - सीने मे आग भड़कती है, आँखों से पानी बहता है

LYRICS:
sine me aag bhadkti hai, aankho se pani bahta hai kuch aisi chot lagi dil par, dil ro ro kar ye kahta hai ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar dil tod ke man ka meet gaya, hum har gaye gum jeet gaya khushiyo ka zamana bit gaya, khushiyo ka zamana yad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar kyu rote hai do diwane, bedard zamana kya jane bedard zamane se aye dil, ummid na rakh fariyad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar pahle to kapat ne kaid kiya, saiyad ne phir ye hukm diya hotho ko see ashko ko pee,aasu na baha fariyad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar ae ishq hame barbad na kar, ae ishq hame barbad na kar