SONG: Aye Hai Dilruba Tujhko Kya Pata - ऐ हैं दिलरुबा अरे तुझको क्या पता

Aye Hai Dilruba Tujhko Kya Pata - ऐ हैं दिलरुबा अरे तुझको क्या पता

LYRICS:
aye hai dilruba tujhko kya pata jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa ae hai dilruba tujhko kya pata jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa kyo geet gaau kyo muskuraau tu ye jane na jane na jane meri tamnna meri jhalak ke sab hai deewane deewane deewane ye mera hai jamana meri hai ye mahfil o ri jani tujhe kahabar kya o papaa ae hai dilruba tujhko kya pata jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa o papaa ae hai dilruba tune sach kaha jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi ae hai dilruba tune sach kaha jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa ae hai dilruba tune sach kaha jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa o papaa duniya chaman hai tu daali daali khilti chali ja chali ja chali ja teri najar hai tere najare milke chali ja chali ja chali ja o fir tab hai majaa kahi ruk jaye milke kabhi kabhi naina jhuk jaye fir bhi tab hai maja kahi ruk jaaye milke kabhi kabhi naina jhuk jaye chalna jindagi hai rukne mein kya hai o ri jaani tujhe khabar kya o papaa ae hai dilruba tune sach kaha jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa o papaa nadani hai ranj jo ham bhar dena dil ko dekh dekh pinjare mein kaid kar dena dil ko baandhe dil ki dor kaam hai aajadi ka phul patti janjir naam hai aajadi ka tu hai chandni chal ke fail ja manjil manjil ghar ka deepak kya maja fire mahfil mahfil apna dil hai apni raat hai apne apne dil ki baat hai sab tera dil tera sakhi duje ka hai duje ka hai dil tera sakhi duja bhi hai kya sitam hai ji apna hi gam kaun kam hai ji auro mein tu nahi kho saki apni bhi tu nahi ho saki wo bhi kya jindagi jo kisi aur ho o ri jaani tujhe khabar kya o papaa ae hai dilruba tune sach kaha jindagi mein har dil ko jitkar jina hai jindagi o papaa o papaa