SONG: Aye Dil Tere Ghamo Ka Mai Kahu Kisse Fasana - ऐ दिल तेरे गमों का मैं कहूँ किस से फ़साना

Aye Dil Tere Ghamo Ka Mai Kahu Kisse Fasana - ऐ दिल तेरे गमों का मैं कहूँ किस से फ़साना

LYRICS:
aye dil tere gamo ka mai kahu kis se fasana aye dil tere gamo ka mai kahu kis se fasana bedard ye duniya hai to jalim hai zamana bedard ye duniya hai to jalim hai zamana aye dil tere gamo ka mai kahu kisse fasana do din bhi mere pyar ki basti na rah saki na jane mere pyar ko kiski nazar lagi dil ki tamam hasrate dil hi me rah gaye ye kaisi aag meri mohabbat ko lag gayi pura na hua tha kabhi ulfat ka tarana pura na hua tha kabhi ulfat ka tarana aye dil tere ghamo ka mai kahu kis se fasana kyu hichkiya lete hai mere haal par ye chand sitare dub hi gaye meri hasti hui ankho ke kinare tu pyar fuka jata hai ban ban ke sharare shayad gaye bhul sabhi ulfat ke sahare ro ro ke mai katungi jawani ka zamana ro ro ke mai katungi jawani ka zamana aye dil tere ghamo ka mai kahu kis se fasana aye