SONG: Aye Dil Na Mujhe Yaad Dila Baate Purani - ए दिल ना मुझे याद दिला बाते पुरानी

Aye Dil Na Mujhe Yaad Dila Baate Purani - ए दिल ना मुझे याद दिला बाते पुरानी

LYRICS:
aye dil na mujhe yad dila bate purani aye dil na mujhe yad dila bate purani mai bhul raha bhul raha hu jo kahani mai bhul raha bhul raha hu jo kahani aye dil na mujhe yad dila bate purani wo sanjh gualbi wo madhur chandani rate wo sanjh gualbi wo madhur chandani rate un unche pahado ke tale pyar ki bate un unche pahado ke tale pyar ki bate sawan ke mahine wo hawa rut wo suhani sawan ke mahine wo hawa rut wo suhani mat yad dila yad dila bate purani mai bhul raha bhul raha hu jo kahani aye dil na mujhe yad dila bate purani lo dub raha suraj hui sanjh ki bela sanjh ki bela dali par koi kuk raha panchi akela panchi akela aankho me do bund liye hue kal ki kahani kal ki kahani mat yad dila yad dila bate purani mat yad dila yad dila bate purani kismat ne kiya dur mujhe mil na sakega dali se gira phul hu mai khil na sakunga khil na sakunga aasu se likhi jati hai meri ye kahani aasu se likhi jati hai meri ye kahani aye dil na mujhe yad dila bate purani aye dil na mujhe yad dila bate purani