SONG: Aye Dil Khushi Se Ho Jaa Bhagwan Ke Hawale - ये दिल खुशी से हो जा भगवान के हवाले

Aye Dil Khushi Se Ho Jaa Bhagwan Ke Hawale - ये दिल खुशी से हो जा भगवान के हवाले

LYRICS:
aye dil khushi se ho ja bhagwan ke hawale marzi pe chhod uski raakhe ya maar dale aye dil khushi se ho ja bhagwan ke hawale ummid na ummid dukh sukh milan judai ummid na ummid dukh sukh milan judai in sabke mel hi me hai zindagi samayi in sabke mel hi me hai zindagi samayi tu uthke inse upar parmatma ko pa le parmatma ko pa le tu uthke inse upar parmatma ko pa le parmatma ko pa le aye dil khushi se ho ja bhagwan ke hawale marzi pe chhod uski raakhe ya maar dale wo sawla salona sansar ka sahara kar dega paar beda majhdhar se hamara kar dega paar beda majhdhar se hamara aye dil khushi se ho ja bhagwan ke hawale marzi pe chhod uski raakhe ya maar dale