SONG: Aye Chand Unse Kehna - ऐ चाँद उनसे कहना

Aye Chand Unse Kehna - ऐ चाँद उनसे कहना

LYRICS:
aye chand unse kahna aye chand unse kahna jis dil mein ghar kiya jis dil mein ghar kiya us ghar mein aa ke rahna aye chand unse kahna aye chand unse kahna sapno ke mahal dil mein tamir ke liye hai mero wafa ke lakho rang ye aankho mein bhar liye hai mero wafa ke lakho rang ye aankho mein bhar liye hai ab inme aake rahna aye chand unse kahna aye chand unse kahna badhti hui jawani aaho mein gal na jaye badhti hui jawani aaho mein gal na jaye chaht bhare dilo ki duniya badal na jaye mushkil pade ho kahna aye chand unse kahna aye chand unse kahna gam mein na dub jaye bekar ki jindgani hontho pe ban ke pyale aankho mein banke pani hontho pe ban ke pyale aankho mein banke pani dil ko pade na sahna aye chand unse kahna aye chand unse kahna