SONG: Aye Chand Ki Zebaaye Tu Jhool Ja Bahoon Me - ऐ चाँद की ज़बाये तू झूल जा बाहों में

Aye Chand Ki Zebaaye Tu Jhool Ja Bahoon Me - ऐ चाँद की ज़बाये तू झूल जा बाहों में

LYRICS:
eye chand ki zebaaye tu jhul ja baho me madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye tu jhul ja baho me madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye jal ne di mere dil ko rukshar ke sholo me jal ne di mere dil ko rukshar ke sholo me aata hai nasha humdum maujo ke jharokho me pagal kiye deti hai mahki hui tanhayi madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye daman na bacha mujhe daman se lipatne de daman na bacha mujhe daman se lipatne de aachal ki ye diware girti hai to girne de juda jo khula tera khusbu si chali aayi madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye jis hath ko thama hai wo hath na chodunga jis hath ko thama hai wo hath na chodunga kitne bhi janam lelo mai sath na chodunga sadiyo se mai tera hu e jane tamnna madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye tu jhul ja baho me madhosh bahare bhi lene lagi angadayi eye chand ki zebaaye