SONG: Aye Chaand Tere Sath To Rahte Hai Sitare - ऐ चाँद तेरे साथ तो रहते है सितारे

Aye Chaand Tere Sath To Rahte Hai Sitare - ऐ चाँद तेरे साथ तो रहते है सितारे

LYRICS:
aye chand tere sath to rahte hai sitare aye chand tere sath mai kiske sahare jiyu mai kiske sahare aye chand tere sath to kya gum ka fasana haye kya gum ka fasana tujhe chand sunaye karwat li zamane ne chali gum ki hawaye mayus najar kehti hai ye karke ishare aye chand tere sath to hotho ki hasi chin li aur tod diye dil duniya se na dekhe gaye haye do milte hue dil wo ruth gaye jite the hum jinke sahaare aye chand tere sath to mai kya kahu hasrat meri barbad hui hai har dil ki tamanna meri nashad hui hai barbad tamanna kaho ab kisko pukare aye chand tere sath to rahte hai sitare aye chand tere sath to