SONG: Aye Baandi Tum Begum Bano Khawab Dekha Hai - ऐ बांदी तुम बेगम बनो ख्वाब देखा है

Aye Baandi Tum Begum Bano Khawab Dekha Hai - ऐ बांदी तुम बेगम बनो ख्वाब देखा है

LYRICS:
aye bandi tum begum bano khwab dekha hai ji aisa khwab dekha hai ke hum badshah bane hai aye bandi tum begum bano khwab dekha hai ji aisa khwab dekha hai ke hum badshah bane hai badshah bane ho ji tumhe jara na aayi laz badshah bane ho ji tumhe jara na aayi laz bap ne mari mendki or beta teer andaz acha to ab pas aao pahle apni nak katao nakte bano tum ha ha nakte bano tum kya kahegi dunia meri nak hui gum meri nak hui gum aao ji aao ji hamse karo mel aao ji aao ji hamse karo mel chachundar ke sar pe chameli ka tel chachundar ke sar pe chameli ka tel chachaudar bana diya mujhe o begam ye kya kiya utha tha sher ye babbar tune use sula diya haye begam ye kya kiya are utha diya nahi tum nak kataoge nahi tum nakte banoge hame begam banaoge or khud badshah banoge ha meri ja ha meri ja badsah banunga tujhe badshah banau unche takhat pe bithau dil me tu rakhna sabar o badshah dil me tu rakhna sabar tujhe badshah banau unche takhat pe bithau o badshah dil me tu rakhna sabar us takat ke tale aji sham ke dhale mai bana dungi teri kadar o badshah dil me tu rakhna sabar o badshah dil me tu rakhna sabar