SONG: Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam (Mujhe Jab Apni Gujru Zindagi Yaad Aati Hai) - ए मेरे दोस्त ए मेरे हमदम (मुझे जब अपनी गुज़री ज़िन्दगानी याद आती है)

Ay Mere Dost, Ay Mere Hamdam (Mujhe Jab Apni Gujru Zindagi Yaad Aati Hai) - ए मेरे दोस्त ए मेरे हमदम (मुझे जब अपनी गुज़री ज़िन्दगानी याद आती है)

LYRICS:
mujhe jab apni gujri jindagni yad aati hai toh bas ik meherban ki meherbani yad aati hai ay mere dost, ay mere hamdam mere mohosin mere karam farma woh meraa gam tha yah khushi meri har jagah tune meraa sath diya ay mere dost, ay mere hamdam mere mohosin mere karam farma woh meraa gam tha yah khushi meri har jagah tune meraa sath diya ay mere dost, ay mere hamdam kaun tha tu kahan se aaya tha aaj tak maine yeh nahi jana tu meri ruh tha magar maine tere jane ke baad pehchana ay mere dost, ay mere hamdam mere mohosin mere karam farma woh meraa gham tha yah khushi meri har jagah tune meraa sath diya ay mere dost, ay mere hamdam tu sudama bhi hai kanhaiya bhi, kanhaiya, kanhaiya tu sudama bhi hai kanhaiya bhi tu bhikari bhi aur data bhi tere sau rang hai mere pyare tu hi pyasa hai tu hi jharna bhi ay mere dost, ay mere hamdam mere mohosin mere karam farma woh meraa gham tha yah khushi meri har jagah tune meraa sath diya ay mere dost, ay mere hamdam too meri bebasi ke aalam me jab kabhi mujh ko yad aata hai soch kar meherbaniya teri dil meraa baith-baith jata hai aakhri araj meri tujh se hai har khata meri dargujar karna woh ghadi aa rahi hai jab mujhko iss jamane se hai safar karna ay mere dost, ay mere hamdam ay mere dost, ay mere hamdam ay mere dost, ay mere hamdam