SONG: Awara Dil Meraa - आवारा दिल मेरा

Awara Dil Meraa - आवारा दिल मेरा

LYRICS:
pehla pehla ishq hua hai pehla tajurba pehli dafa hai ho tu jo nahi to kuchh bhi nahi hai saanson ke chalne ki tu hi wajah hai maange fakeer duaaein allah yaar di soorat mashallah reet na jaanu riwaaz na maanu main te thehra saada banda maange fakeer duaaein allah yaar di soorat mashallah reet na jaanu riwaaz na maanu main te thehra sada banda bechara dil mera mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai awara awara awara dil mera mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai kal parso ke liye na to barso ke liye tujhko hai maanga har janam ke liye ho meri to duaae sari ho meri to wafaye sari jo bhi hain woh hain mere sanm ke liye ha main bhi sajde mein jhuka kar sar dua mein maangta hoon tujhe na hogi aakhiri dum tak ye chaahat kam awara dil mera mera dil tujhko hi dhoondhta rehta hai jab na main dekhu tujhe jab na main sochu tujhe mere din dhale na meri raat ho koi bhi zamana aaye koi bhi thikana aaye koi sang ho na ho tera sath ho teri yaado ke saaye mein main ik ik pal bitata hu kahi jaau tere charcha teri baat ho awara dil mera mera dil tujhko hi dhundhta rehta hai awara awara awara dil mera mera dil tujhko hi dhundhta rehta hai