SONG: Awara Baap Hu (2)

Awara Baap Hu (2)

LYRICS:
bin manjil ka raahi hun main, bin manjil ka raahi hun main apni manjil aap hun, aawara baap hun, aawara baap hun bin manjil ka raahi hun main apni manjil aap hun aawara baap hun, aawara baap hun mujhe khushi ne gale lagakar gam ke ghar mein chhoda are re re re har raahi ne maar ke patthar shisha ye dil toda maine dil ke tukde chunkar phirse dil kyun joda dekh ke apne dil ke tukde roya raato raat hun aawara baap hun, aawara baap hun meri haalat dekhke koi meri hasi udaye mere dil ke jakhm kurede unpe namak giraye aise hamraahi se koi kaise saath nibhaye maine uspe kiya bharosa isi liye barbaad hun aawara baap hun, aawara baap hun bin manjil ka raahi hu main apni manjil aap hun aawara baap hun, aawara baap hun