SONG: Aurat Naa Ho To Zindagi Hai Kaudi Kaam Ki - औरत ना हो तो ज़िंदगी है कौड़ी काम की

Aurat Naa Ho To Zindagi Hai Kaudi Kaam Ki - औरत ना हो तो ज़िंदगी है कौड़ी काम की

LYRICS:
aurat naa ho to zindagi hai kyaa hai kaudi kaam ki ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki ae dil kiye jaa pujaa tu aurat ke naam ki aurat hai jis kaa naam wo dil kaa karaar hai aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai aurat ke dam se zindagi baag-o-bahaar hai duniyaa andheri raat hai vaah-vaah, vaah-vaah aurat chiraag hai ae, aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai aurat hai jis kaa naam mohabbat kaa baag hai