SONG: Aur To Koi Nahin Sahaara Tu Hi Haath Badha De - और तो कोई नहीं सहारा तू ही हाथ बढ़ा दे

Aur To Koi Nahin Sahaara Tu Hi Haath Badha De - और तो कोई नहीं सहारा तू ही हाथ बढ़ा दे

LYRICS:
aur to koi nahi sahaara tu hi haath badha de ganga yamuna ban ke baadal gam ki aag bujha de o barso re, haay bairi badarva barso re o barso re, haay bairi badarva barso re aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag barso re, haay bairi badarva barso re barso re duniya vaale prit ke dushman dil tadpaane vaale koi nahi bujhaane vaala sab hai lagaane vaale barso re, haay bairi badarva barso re aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag barso re, haay bairi badarva barso re barso re angaaro ki doli laaya janam janam ka saathi maut ka ghunghat le kar mai bhi piya milan ko jaati barso re, haay bairi badarva barso re aaj kisi ki prit nagar me lag na jaaye aag barso re, haay bairi badarva barso re barso re