SONG: Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai - और है दिल की लगी और दिल लगाना और है

Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Lagana Aur Hai - और है दिल की लगी और दिल लगाना और है

LYRICS:
aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai ye kahani aur hai aur vo fasana aur hai aur hai dil ki lagi ruth ke jo chal diya, ruth ke jo chal diya kya khabar usko bhala, kya khabar usko bhala yaad rakhna aur hai aur bhul jana aur hai aur hai dil ki lagi jo tarana labh pe aaya, jo tarana labh pe aaya vo to sabne sun liya, vo to sabne sun liya rah gaya jo dil hi dil me vo tarana aur hai aur hai dil ki lagi haye kis khubi se luta, haye kis khubi se luta bewfa taqdir ne, bewfa taqdir ne teri barbaadi kaa ae dil har fasana aur hai aur hai dil ki lagi