SONG: Atri Muni Ne Prabhu Swagat Me - अत्री मुनि ने प्रभु स्वागत में

Atri Muni Ne Prabhu Swagat Me - अत्री मुनि ने प्रभु स्वागत में

LYRICS:
atri muni ne prabhu swagat me atri muni ne prabhu swagat me apna hath badhaya tha ansuya ne janak lali ka saras singaar sajaya tha saras singaar sajaya tha dandak van me rishi muniyo se prabhu ne mangal paya tha panchvati ki or chale muniyo ne panth dikhaya tha mila jatayu ramchandr ne sari katha sunayi ha mila jatayu ramchandr ne sari katha sunayi sun dasrath ka ant jatayu ki aankhe bhar aayi kaha ram ne jatayu deva man aansu chhalkao tum ho pita saman humare shiksha dekar samjhao kaha jatayu ne ab jakar panchvati me sukh paao panchvati me siya lakhan ke sang aaye the raghunandan pedo ki shital chhaya me kuti banayi man bhavan