SONG: Athani Jaha Amma, Rupaiya Hove Baap - अठन्नी जहाँ अम्मा रुपैयाँ होवे बाप

Athani Jaha Amma, Rupaiya Hove Baap - अठन्नी जहाँ अम्मा रुपैयाँ होवे बाप

LYRICS:
athanni jaha amma, rupiya hove baap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap athanni jaha amma, rupiya hove baap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap pani ya pawan ya chand ki chandaniya paise se kharid ke dikhaye zara duniya pani ya pawan ya chand ki chandaniya paise se kharid ke dikhaye zara duniya phir din rat kaisa paise ka ye jap arey paise ka ye jap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap athanni jaha amma rupiya hove baap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap dhan ke firak me na chain paye man bolo kis kam phir aayega ye dhan dhan ke firak me na chain paye man bolo kis kam phir aayega ye dhan dhan hi dhan aisa bhi to hai sharap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap athanni jaha amma rupiya hove baap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap mili hai ye zindagi to jine ke liye hansi hansi khane aur pine ke liye mili hai ye zindagi to jine ke liye hansi hansi khane aur pine ke liye sab kuch to hote huye rote kyu hai aap aji rote kyu hai aap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap athanni jaha amma rupiya hove baap aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap jina hai pap