SONG: Ashkon Se Teri Hamane Tasvir Banaai Hai - अश्कों से तेरी हमने तस्वीर बनायी है

Ashkon Se Teri Hamane Tasvir Banaai Hai - अश्कों से तेरी हमने तस्वीर बनायी है

LYRICS:
ashko se teri humne tasvir banaai hai ashko se teri humne tasvir banaai hai ro-ro ke mohabbat ki takadir banaai hai ashko se teri humne aankho me liyaa paani palko se sanvara hai aur khun-e-jigar dekar har naksh ubhara hai milne ki sanam tujhse tadbir banaai hai milne ki sanam tujhse tadbir banaai hai ro-ro ke mohabbat ki takadir banaai hai ashko se teri humne tadapaegi jab dil ko saavan ki hasi raate tanhaai me kar lenge tasvir se do baate divaane ne khud apni zanjir banaai hai divaane ne khud apni zanjir banaai hai ro-ro ke mohabbat ki takadir banaai hai ashko se teri humne tasvir banaai hai ashko se teri humne