SONG: Ashko Me Chipi Ulfat Ki Kahani - अश्कों में छिपी उल्फत की कहानी

Ashko Me Chipi Ulfat Ki Kahani - अश्कों में छिपी उल्फत की कहानी

LYRICS:
ashko me chipi apni ashko me chipi apni, ulfat ki kahani hai ye aah lute dil ki, ab unko sunani hai barbaad mohabbat ki, fariyad karu kisse virane khiza dil ki, aabad karu kaise dil ke lahu se unki dil ke lahu se unki, tasvir banani hai ashko me chipi apni aabad tujhe dekhu, itni hi tamanna hai mujhko na bhula de tu, bas itna hi kahna hai ab aag lagi dil me ab aag lagi dil me, aur aankho me pani hai ashko me chipi apni, ulfat ki kahani hai ashko pe chipi apni