SONG: Ashko Ka Kaarvan Chala - अश्कों का कारबा चला

Ashko Ka Kaarvan Chala - अश्कों का कारबा चला

LYRICS:
ashko ka karba chala tuta huaa nasib le ashko ka karba chala ashko ka karba chala tuta huaa nasib le ashko ka karba chala manjil nahi use pata kahan chala ye kyun chala rahon se bekhabar magar phir bhi chala ye ja raha ashko ka karba chala ki thi khata yahi ae dil chaha kisi ko pyar se ki thi khata yahi ae dil chaha kisi ko pyar se jiski saja mili hai ye kah bhi sake na juba bhi kya ashko ka karba chala lai uda ke aandhiyan lai uda ke aandhiyan jane kahan se ye ghata jis bars mein ye lagi aag mera jahan jala ashko ka karba chala shad rahe sada hi vo jisne ye dil mujhe diya banke tamasha main khadi dekhu main apna ghar jala ashko ka karba chala