SONG: Ashko Ka Gar Hai Maut Kinara Jawab Do - अश्कों का गर हैं मौत किनारा जवाब दो

Ashko Ka Gar Hai Maut Kinara Jawab Do - अश्कों का गर हैं मौत किनारा जवाब दो

LYRICS:
ashqo ka gar hai maut kinara jawab do ashqo ka gar hai maut kinara jawab do ulfat ko hai phir kiska sahara jawab do ashqo ka gar hai maut kinara jawab do bulbul chaman ko chhod byaba me ja rahe byaba me ja rahe kaise karogi tum ye ganwara jawab do ashqo ka gar hai maut kinara jawab do jinse thi zindagi wo hi jab gair ho chale jab gair ho chale phir aur kaun hoga humara jawab do ashqo ka gar hai maut kinara jawab do dil ro raha hai apni tasalli ke vaaste tasalli ke vaaste jaye kahan ye dard ka mara jawab do ashqo ka gar hai maut kinara jawab do