SONG: Asha Ke Jyoti Jagaye Ja - आशा की ज्योति जगाये जा

Asha Ke Jyoti Jagaye Ja - आशा की ज्योति जगाये जा

LYRICS:
aasha ki jyoti jagaye ja aasha ki jyoti jagaye ja o re dukh ki ghadi bhula de o re dukh ki ghadi bhula de ya sukh ki kar de barsate ya sukh ki kar de barsate har halat mein hans hans kar tu har halat mein hans hans kar tu apna man bahalaye ja aasha ki jyoti jagaye ja aasha ki jyoti jagaye ja jahan birha ke badal chhaye jahan birha ke badal chhaye vahan milan ke bhi din aaye vahan milan ke bhi din aaye aas milan ki aas milan ki liye jiya mein man apna bahalaye ja aasha ki jyoti jagaye ja aasha ki jyoti jagaye ja aa jayenge balam tere aa jayenge balam tere phool jiya ke khil jayenge phool jiya ke khil jayenge mahak uthegi man ki bagiya mahak uthegi man ki bagiya do bichhade man mil jayenge do bichhade man mil jayenge sapana hai sakar saheli man apna samjhaye ja aasha ki jyoti jagaye ja aasha ki jyoti jagaye ja