SONG: Arz E Niyaaz E Ishq Ke Qaabil Nahin Rahaa - अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा

Arz E Niyaaz E Ishq Ke Qaabil Nahin Rahaa - अर्ज़-ए-नियाज़-ए-इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा

LYRICS:
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahi rahaa arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahi rahaa jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahi raha jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahi raha arz-e-niyaaz-e-ishq ke jaata hun daag-e-hasarat-e-hasti liye hue jaata hun daag-e-hasarat-e-hasti liye hue hun shamma kushta-dar khur-e-mahafil nahi raha hun shamma kushta-dar khur-e-mahafil nahi raha arz-e-niyaaz-e-ishq ke waan kar diye hai shauq ne band-e-naqaab-e-husn waan kar diye hai shauq ne band-e-naqaab-e-husn gair az nigaah ab ko_i haayil nahi raha gair az nigaah ab ko_i haayil nahi raha arz-e-niyaaz-e-ishq ke bedaad-e-ishq se nahi darataa magar 'asad' bedaad-e-ishq se nahi darataa magar 'asad' jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahi raha jis dil pe naaz tha mujhe wo dil nahi raha arz-e-niyaaz-e-ishq ke