SONG: Arre Ye Kya Kiya Hai Tune - अरे ये क्या किया है तूने

Arre Ye Kya Kiya Hai Tune - अरे ये क्या किया है तूने

LYRICS:
tere dar se khushi mangi magar gum de diya tune are ye kya kiya tune are ye kya kiya tune tere dar se khushi mangi magar gum de diya tune are ye kya kiya tune are ye kya kiya tune tere kadmo se kitna pyar karti hai meri galiya, meri galiya bhula kar tod na dena kahi tum aas ki kaliya kahi tum aas ki kaliya kasam hai jaan de denge agar aisa kiya tune are ye kya kiya tune are ye kya kiya tune tujhe ye kya khabar tujhse mujhe kitni mohabbat hai mohabbat me mujhe tujhse bas itni si shikayat hai rulane ke liye jalim mera dil kyu liya tune are ye kya kiya tune are ye kya kiya tune milega kya tujhe ulfat bhare is dil ko thukra kar tadpate jayenge hum to agar tu khush hai tadpa kar agar tu khush hai tadpa kar jo tera hai usi dil par sitam kyu kar diya tune are ye kya kiya tune are ye kya kiya tune