SONG: Arre O Deewane Khushi Ke Jamaane Phir Nahi Aane - अरे ओ दीवाने खुशी के ज़माने फिर नही आने

Arre O Deewane Khushi Ke Jamaane Phir Nahi Aane - अरे ओ दीवाने खुशी के ज़माने फिर नही आने

LYRICS:
are o diwane khushi ke jamane phir nahi aane re man bhi ja are o diwane khushi ke jamane phir nahi aane re man bhi ja ye sharmana ye ghabrana thik nahi aahe bharna ji tarsana thik nahi jine ke bahane sare jag jane tu nahi jane re jaan bhi ja are o diwane khushi ke jamane phir nahi aane re man bhi ja badh ke dil ka daw laga le der na kar koi suhana dhokha khale der na kar jine ke bahane sare jag jane tu nahi jane re jaan bhi ja are o diwane khushi ke jamane phir nahi aane re man bhi ja are o diwane khushi ke jamane phir nahi aane re man bhi ja