SONG: Armano Ki Duniya Me Ek Toofan Uthakar

Armano Ki Duniya Me Ek Toofan Uthakar

LYRICS:
armano ki duniya me ek toofan uthakar armano ki duniya me ek toofan uthakar dil le gaya koi pahlu se hay chura kar armano ki duniya me aaja ki najar dundh rahi hai tujhe harpal aaja ki najar dundh rahi hai tujhe harpal accha nahi yuhi chipna baahon me sama kar dil le gaya haay dil le gaya dil le gaya koi pahlu se hay chura kar armano ki duniya me aabad hai dunia ye muka wakt raham se aabad hai dunia ye muka wakt raham se barbad na kar dena meri dunia basa kar barbad na kar dena meri dunia basa kar dil le gaya haay dil le gaya koi pahlu se hay chura kar armano ki duniya me ummid bhare dil ko tera sahara ek tera sahara ummid bhare dil ko tera sahara ek tera sahara daman kabhi chhute na tera hath me aakar daman kabhi chhute na tera hath me aakar dil le gaya haay dil le gaya koi pahlu se hay chura kar armano ki duniya me