SONG: Armano Ka Pyala Mera Thes Lagi - अरमानों का प्याला मेरा ठेस लगी और टूट गया

Armano Ka Pyala Mera Thes Lagi - अरमानों का प्याला मेरा ठेस लगी और टूट गया

LYRICS:
armano ka pyala mera thes lagi aur tut gaya mera dil tut gaya mere dil tut gaya tute tar mile fir kaise tute tar mile fir kaise man ke phul khile fir kaise aur nasiba fut gaya fut gaya mera dil mera dil tut gaya ab kaise tumko samjhau ab kaise tumko samjhau kya muh leke samne jau har ek sahara tut gaya tut gaya mera dil mera dil tut gaya mera dil tut gaya jisko man ka mit samjh kar jisko man ka mit samjh kar prem ka git sunaya tha jisko man ka mit samjh kar duniya ko begana samjh kar jisko apna banaya tha jisko apna banaya tha wo de ke bharosa lut gaya lut gaya mera dil tut gaya mera dil tut gaya