SONG: Arman Mere Dil Ke Dil Me Rah Gaye - अरमान मेरे दिल के दिल में रह गये

Arman Mere Dil Ke Dil Me Rah Gaye - अरमान मेरे दिल के दिल में रह गये

LYRICS:
armaan, armaan mere dil ke dil me rah gaye kuch aahen ban ke nikle kuchh aansu ban ke bah gaye armaan, armaan mere dil ke dil me rah gaye kuch aahen ban ke nikle kuchh aansu ban ke bah gaye bhul ja ae meet mohabbat ke taraane bhul ja bhul ja ae meet mohabbat ke taraane bhul ja pyar me dube hue, rangi zamaane bhul ja pyar me dube hue, rangi zamaane bhul ja sapno ke jo mahal the vo banate banate dhah gaye armaan sapno ke jo mahal the vo banate banate dhah gaye armaan armaan mere dil ke dil me rah gaye kuch aahen ban ke nikle kuchh aansu ban ke bah gaye tune nazare fer li duniya andheri ho gai tune nazare fer li duniya andheri ho gai haay jaalim kyu bujha di pyar ki shamma meri haay jaalim kyu bujha di pyar ki shamma meri geet meri jindagi ke sab adhure rah gaye geet meri jindagi ke sab adhure rah gaye armaan mere dil ke dil me rah gaye kuch aahen ban ke nikle kuchh aansu ban ke bah gaye armaan