SONG: Arman Machal Rahe Hain - अरमान मचल रहे हैं

Arman Machal Rahe Hain - अरमान मचल रहे हैं

LYRICS:
arman machal rahe hain dil-e-bekarar mai arman machal rahe hain dil-e-bekarar mai ab ke baras bhi aap na aaye bahar mein apno ko gair gair ko apna samjh liya apno ko gair gair ko apna samjh liya kya kya farb tha tere ayetbaar mein taqdeer ka hai dosh na unki na koi khata taqdeer ka hai dosh na unki na koi khata dil hi nahi raha mere pass tere ayt yaar mein jalim kadam sambhal ke rakhna khuda jawa jalim kadam sambhal ke rakhna khuda jawa sajde biche huye hai tere rah guzar mein arman machal rahe hain dil-e-bekarar mai