SONG: Arman Kuch To Dil Me Tadap Ke Hi Reh Gaye - अरमान अरमान कुछ तो दिल में तड़प के ही रह गए

Arman Kuch To Dil Me Tadap Ke Hi Reh Gaye - अरमान अरमान कुछ तो दिल में तड़प के ही रह गए

LYRICS:
armaan armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye bas aansu banke aankho mein aa aake beh gaye bas aansu banke aankho mein aa aake beh gaye hum bhul ke din bhi najro mein naa reh sake wo dagebaaz mere kaleje me daga kar gaye wo dagebaaz mere kaleje me daga kar gaye armaan kuch to dil mein auro ko jala ke o sanam khud bhi jaloge parwane jo shama ke kaano mein ga gaye parwane jo shama ke kaano mein ga gaye armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye armaan kuch to dil mein tadap ke hi reh gaye